Singer | Rahat Fateh Ali Khan ft Momina mustehshan |
Song Writer | Juan Aguilar |
Afreen Afreen Lyrics:
Esa dekha nhi khubsurat koi
Jisam jaise Ajanta ki murat koi
Jisam jaise Nigaahon pe jaadu koi
Jisam nagma koi, jisam khusbu koi
Jisam jaise mahiti hui chaandni
Jisam jaise machalti hui raagni
Jisam jaise khilta hua ek chaman
Jisam jaise hai suraj ki pahli kiran
Jisam trsha hua dil-kash o dil-nasheen
Sandleen sandleen
Marmeen Marmeen
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Aafreen aafreen
Aafreen aafreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham nasheen
Aafreen aafreen
Aafreen aafreen
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Jaane kaise baandhe tune ankhiyon ke for
Maane mera khincha chla aaya teri aur
Mere chahre ki subah julfon ki shaam
Mera sab kuch hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuan
To hai ye jaadu hua
Hone lgi hun main haseeen
Aafreen aafreen
Aafreen aafreen
Chehra ek phool ki tarah shaadab hai
Chehra uska hai ya koi mohtaab hai
Chehra jaise gazal, chehra jaane gazal
Chehra jaise kali, chehra jaise kamal
Chehra jaise tashuweer jaise tashvaar bhi
Chehra ik khwaab bhi , chehra taabir bhi
Chehra jaise aalif Laila ki daastan
Chehra ek pal yakeen , chehra ek pal gumaan
Chehra jaisa ki chehra kanhi bhi nahi
Maah-ru Maah-ru mah-Jabin mah-jabin
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Aafreen afreen
Aafreen afreen
Tu bhi dekhe agar to khe hum nashin
Aafreen afreen
Aafreen afreen
Hushan-e-jaana ki taarif mumkin nahi
Q. Who wrote the lyrics of Afreen Afreen?
Ans. Juan Aguilar
Thank you for uploading the song Afreen Afreen.I really appreciate your lyrics work!
ReplyDelete